Nita's Web
  • Home
    • Contact Us
  • Andaaz-e-BayaaaN Aur
  • Behtareen NazmeN
  • Guldastaa
  • Lafz
  • Mehfil-e-Ghazal
  • Related Sites
    • Anjuman-e-Mausiqui
    • Sahir Ludhianvi
    • Unwaan
    • Urdu Poetry Archive
    • Geeton Ki Kitaab

Guldastaa - 28th September, 2012

9/28/2012

2 Comments

 
us ke dil par bhii kaRii ishq meN guzarii hogii
naam jis ne bhii muhabbat kaa sazaa rakkhaa hai
[Hakim Nasir]


sazaa = punishment
2 Comments

Guldastaa - 27th September, 2012

9/27/2012

0 Comments

 
vo mere baad rote haiN ab un se kyaa ko_ii poochhe
ki pahale kis liye naaraaz the ab mehar_baaN kyoN haiN
['Talib' Baghpati]


0 Comments

Guldastaa - 26th September, 2012

9/26/2012

0 Comments

 
ragoN meN dauRate phirane ke ham nahiiN qaayal
jab aaNkh hii se na Tapakaa to phir lahoo kyaa hai
[Mirza Ghalib]

qaayal = fan/admirer (of)
0 Comments

Guldastaa - 25th September, 2012

9/25/2012

1 Comment

 
ye anjuman ye qahqahe ye mahvashoN kii bheeR
phir bhii udaas phir bhii akelii hai zindagii
[Naqsh Lyallpuri]

anjuman - gathering
qahqahe - loud laughter
mahvashoN - fascinated, engrossed people
1 Comment

Guldastaa - 24th September, 2012

9/24/2012

0 Comments

 
jahaaN Thahare qalb-e-muztar wo "Nazeer" merii manzil
jahaaN ruk ke saaNs le looN wahiiN ab meraa Thikaanaa
[Nazeer Banarasi]

qalb-e-muztar = restless heart
0 Comments

Guldastaa - 21st September, 2012

9/21/2012

3 Comments

 
hameshaa ke liye mujh se bichhaR jaa
ye manzar baarahaa dekhaa na jaaye
[Ahmed Faraz]

manzar - view, sight
baarahaa - many times, again and again
3 Comments

Guldastaa - 20th September, 2012

9/20/2012

0 Comments

 
talKh kar dii hai zindagii jis ne
kitanii meeThii zabaan hai pyaare
[Hafeez Jallandhuri]

talKh - bitter
0 Comments

Guldastaa - 19th September, 2012

9/19/2012

0 Comments

 
rag rag meN basii hai terii Khushboo ab tak
wallaah thame nahiiN haiN aaNsoo ab tak
ai rashk-e-chaman jidhar biThaayaa thaa tujhe
veeraan hai us din se wo pahaloo ab tak

[Josh Malihabadi]

rashk - envy
chaman - garden
0 Comments

Guldastaa - 18th September, 2012

9/18/2012

3 Comments

 
qaid-e-hayaat-o-band-e-Gam asl meN donoN ek haiN
maut se pahale aadamii Gam se nijaat paaye kyoN
[Mirza Ghalib]

qaid - prison
hayaat - life
asl - in reality, really
nijaat - relief
3 Comments

    Guldastaa

    Enjoy a bouquet of sher-o-shaayari, one couplet at a time. A sher (couplet) is posted thrice a week, Monday, Wednesday and Friday .

    Archives

    October 2018
    November 2017
    October 2017
    April 2017
    March 2017
    February 2017
    January 2017
    December 2016
    November 2016
    October 2016
    September 2016
    August 2016
    July 2016
    June 2016
    May 2016
    November 2015
    January 2015
    October 2014
    September 2014
    March 2014
    July 2013
    June 2013
    April 2013
    March 2013
    February 2013
    January 2013
    December 2012
    November 2012
    October 2012
    September 2012

    Categories

    All
    Aatish
    Ada Jafri
    Adeeb Saharanpuri
    Ahmed Faraz
    Akbar Allahabadi
    Ali Sardar Jafri
    Ameer Minai
    Anand Narain Mullah
    Andaleeb Shadani
    Arzoo Lucknawi
    Asghar Gondvi
    Bashir Badr
    Behzad Lucknawi
    Daag Dehlvi
    Faiz Ahmed Faiz
    Fani Badayuni
    Firaq Gorakhpuri
    Gulzar
    Hafeez Hoshiarpuri
    Hafeez Jallandhuri
    Haider Ali Aatish
    Hakim Nasir
    Hasrat Mohani
    Himayat Ali Shaayar
    Ibrahim Zauq
    Iqbal
    Jaleel Manikpuri
    Jan Nissar Akhtar
    Jaun Eliya
    Jigar Moradabadi
    Josh Malihabadi
    Khwaja Mir Dard
    Kishwar Naheed
    Krishan Adeeb
    Liyaaqat Ali Asim
    Majaz
    Majrooh Sultanpuri
    Makhdoom Moihuddin
    Malikzada Manzoor Ahmad
    Masroor Anwar
    Mazhar Imam
    Meer Taqi Meer
    Mirza Ghalib
    Momin Khan Momin
    Musahfi
    Mustafa Zaidi
    Naqsh Lyallpuri
    Nasikh
    Natiq Gulawat
    Nazeer Banarasi
    Nida Fazli
    Obaidullah Aleem
    Parveen Shakir
    Qateel Shifai
    Safi Lucknawi
    Sagar Nizami
    Sahir Ludhianvi
    Saqib Lucknawi
    Shaayar Qazalbash
    Shahid Kabir
    Shakeel Badayuni
    Shamim Jaipuri
    Shamim Shahabadi
    Shaz Tamkanat
    Shefta
    Sheri Bhopali
    Shorish Kashmiri
    Siddiq Jayasi
    Siraj Lucknawi
    Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
    Tabish Dehlvi
    Talib Baghpati
    Unknown
    Wazeer Agha
    Wazir Agha
    Yagna Yaas Changezi

    RSS Feed

Copyright (c) Nita Awatramani 1997 - 2016