kuchh hamaarii Khabar nahiiN aatii
Khabar = news
ham wahaaN hai jahaaN se ham ko bhii
kuchh hamaarii Khabar nahiiN aatii Khabar = news ham ko maaloom hai jannat kii haqeeqat lekin
dil ke Khush rakhane ko Ghalib ye Khayaal achchhaa hai [Mirza Ghalib] maaloom = know jannat = heaven haqeeqat = reality lekin = but Khayaal = thought ham bhii tasleem kii Khoo Daalenge
beniyaazii terii aadat hii sahii [Mirza Ghalib] tasleem = salutation Khoo = habit beniyaazii = neglect / indifference ham ne maanaa ke taGaaful na karoge lekin
Khaak ho jaayenge ham tum ko Khabar hone tak taGaaful = neglect |
Mirza GhalibA tribute to the foremost Urdu poet of all time - Mirza Asadullah Khan "Ghalib", published on Tuesdays and Saturdays Archives
October 2018
Categories
All
|